Irshad-e- NABWI (SAW)

  • Irshad-e- NABWI (SAW)
    Hai k jub MULK mein tbhai,
    Ho or logon k jan-o- mal,
    Mehfoz na ho to kusrar se,
    ASTAGHFAR perho…….

NABI KAREEM S.A.W

  • NABI KAREEM S.A.W
    Ne farmya ,
    Jis ne ALLAH k raste me aik din
    Roza raha tu ALLAH us k chere ko
    Jahanum se 70 sal dor kur deta he,
    Sahi bukhari hadith#2840

kitna pyara ha naam –e- Muhammad (S.A.W)

  • kitna pyara ha naam –e- Muhammad (S.A.W)
    jiss mei nuqta B rab ko gwara nhi,
    khud khuda ne NABI se ye farma dia,
    jo tumhara nhi wo hamra nhi…
    subhan Allah

1 ka 70

  • 1 ka 70

    1 ka 70


    1 ka 70
    ?
    ?
    ?
    Aakhir kya ha yah 1 ka 70?
    ?
    ?
    This is ramzan offer
    Ji haan,,,
    Ab 1 nehi k badlay
    70 nekiyon ka sawab kamaiyen .

Nabi (S.A.W) nay farmya:

  • Nabi (S.A.W) nay farmya:
    Jo ALLAH k thoray rizaq per razi ho ga.
    (Mishkaat sharif)
    jalid:2 ,page# 258,
    hadees# 5263,

ALLAH nay hazrat Mousa say fermya,

  • ALLAH nay hazrat Mousa say fermya,
    Aey mousa! Jab tum muj say kalam kertay ho
    Tu tumhre aur beech main 70 farishtay hotay hain.
    Magar Muhammad (S.A.W) ki umat mujh say kalam karay gi
    Tu unn kay aur mere beech koi nhi ho ga.yeah wo log hain,
    Jo iftar k waqat mujh say dua mangte hain,
    Main unn ki uss waqat ki dua ko qabool karta hon ,
    Aur kabhi raad nhi karta,……………..!